03/05/2026
Main abhi yahan per Jagdish bhaiya ka dosa khane ke liye aaya hun aur har Sunday ko Main yahan per aata hun aur mummy ke liye pack kara kar lekar jata Hun yahan per mini dosa banaya jata hai aur size Jo hota Hai dusre ka vah Chhota bhale hota hai lekin Bator usmein utna hi use hota hai jitna Ek bade size ke dosa banane mein hota Hai to pet to Bahar hi jata hai bahut hi behtarin dosa Jagdish bhaiya banate hain aur maja a jata hai yahan pe.