14/05/2026
Garmiyon ka swaad ek jar mein 🥭
Maine The Pickle Project ka Khatta Aam finally try kiya aur honestly… nani ka achaar yaad aa gaya. Same khatta-meetha-teekha balance, mustard oil mein bani, bilkul ghar jaisa
Plain dal-chawal + ye achaar = perfect summer lunch
Aam season hai — try mat karoge?