27/04/2026
Bachpan ki yaadein aur wahi purana, asli zaiqa! 🏡✨
Pesh hai Ammi Ka Achar – bilkul ghar jaisa, khalis aur hathon se tayyar karda.
Khaane ki maiz par jab tak achar na ho, maza adhoora lagta hai. Hamare dono khas achar ab dastiyab hain:
🥭 Mixed Achar: Traditonal recipe ke sath, har phal aur sabzi ka behtareen imtizaaj.
🌶️ Crush Achar: Teekha aur chatpata, un logon ke liye jo har niwale mein chaska chahte hain.
100% khalish mustard oil aur chuninda masalon se bana, baghair kisi preservatives ke.
Order karne ke liye:
📲 WhatsApp karein: 0312-2922213
📩 Ya hamein DM karein!
Aapka favourite konsa hai? Crush ya Mixed? Comments mein batayein! 👇