18/02/2026
🌙 Ramzan Mubarak 🌙
Aap sab ko meri taraf se dil ki gehraiyon se Ramzan Mubarak.
Allah Ta’ala is barkat bhare mahine mein ham sab ki duaein qubool farmaaye,
hamare roze, ibadat aur sadqaat ko apni bargah mein qabool kare
aur hamein sehat, aman aur kamyabi ata farmaaye. 🤲
Is muqaddas mahine mein aaiye apne dilon ko saaf karein,
nekion mein izafa karein aur zarooratmandon ki madad karein.
Ramzan aap aur aap ke ghar walon ke liye rehmat, barkat aur maghfirat ka paigham le kar aaye. ✨