26/05/2026
😍 Purani Delhi Style Danedar Shahi Mutton Korma | Eid-ul-Adha Special 🌙🐑
आज मैं आपके साथ शेयर कर रही हूँ बेहद स्वादिष्ट और शाही मटन कोरमा रेसिपी 🤤
घर पर आसान तरीके से बनने वाली ये recipe इतनी टेस्टी है कि हर कोई तारीफ करेगा ✨
अगर आप भी Eid/Bakrid पर कुछ खास बनाना चाहते हैं, तो ये recipe जरूर ट्राई करें 💛
👉 वीडियो पसंद आए तो Like 👍 Share और Follow जरूर करें 😊
Assalam Alaikum dosto! Eid-ul-Adha (Bakrid) aane wali hai, aur is khushi ke moke par agar dawat mein lajawab, danedar aur khushbudaar Mutton Korma na ho, toh maza adhura reh jata hai. 🤤
Aaj is video mein main aapke sath share kar rahi hun bilkul Bhatiyara (Degh) style Mutton Korma banane ka sabse aasan tarika. Iska masala itna khushbudaar hai ki poora ghar mehak uthega aur mehman ungliyan chaat-te reh jayenge!
Video ko aakhiri tak zaroor dekhein taaki aapki gravy bhi bilkul perfect aur danedar bane.
👉 Agar recipe pasand aaye toh page ko Follow karna aur video ko Like & Share karna bilkul mat bhooliyega! Aap sabhi ko Advance mein Eid Mubarak! ❤️