27/09/2026
श्राद्ध में इमरती ही क्यूँ ?
Pitru Paksha mein Imarti kyun? 🍊
Shraddh ke bhojan mein Imarti dekhkar kya aapne kabhi socha hai—sirf Imarti hi kyun?
Iska sambandh Imarti ke swaad se zyada uski main ingredient Urad Dal (Masha) se joda jaata hai.
Padma Purana ke Srishti Khanda mein Masha ko Pitru-priya padarthon mein bataya gaya hai. Bhavishya Purana ke Uttara Parva mein Til, Masha aur Kusha ki pavitrata ka bhi varnan milta hai.
Yahi wajah hai ki Urad se bani Imarti ka sambandh Shraddh ki parampara se joda jaata hai.
Agar ye information interesting lagi ho, to video ko Share karein aur apne family members ke saath zaroor share karein. 🙏
Comment mein likhein: Har Har Mahadev 🔱