29/09/2026
✨ الصَّبْرُ جَمِيل (Sabr Jameel) ✨
Allah Ta'ala Quran-e-Pak mein irshad farmate hain:
وَاصْبِرُوا إِنَّ اللَّهَ مَعَ الصَّابِرِينَ
"Wa sabiroo inna Allaha ma'a al-sabireen."
"Aur sabr ikhtiyar karo, beshak Allah sabr karne walon ke sath hai." (Surah Al-Anfal: 46)
Aur ek maqam par irshad hota hai:
إِنَّمَا يُوَفَّى الصَّابِرُونَ أَجْرَهُم بِغَيْرِ حِسَابٍ
"Innama yuwaffa al-sabiroona ajrahum bighayri hisab."
"Beshak sabr karne walon ko unka ajr (sawab) be-hisaab diya jayega." (Surah Az-Zumar: 10)
Sabr (Patience) insaan ki wo azeem taqat hai, jo dunya aur aakhirat dono mein kamyabi dilati hai. Mushkilat mein Allah par tawakkal rakhna hi momin ki asal pehchan hai.
ধৈর্য মানুষের জীবনের সবচেয়ে বড় শক্তি। বিপদে-আপদে সবর ও শুকর বজায় রেখে চলুন, ইনশাআল্লাহ আল্লাহ আমাদের জীবনকে প্রশান্তিতে ভরে দেবেন। 🤲
[Mufti Jiyaur Rahman Qasmi Islamic Guidance]