20/08/2026
Friday Reminder 🤍🕌
Juma🌙✨
Allah hum sab ke rizq mein halal barkat, ghar mein sukoon, aur zindagi mein khair-o-barkat ata farmaye. 🤲
“Jo Allah par bharosa karta hai, Allah uske liye kaafi hai.” ❤️
Aaj Jumma ke din zyada se zyada Durood Shareef padhein aur apne liye, apne ghar walon aur poori Ummah ke liye dua karein. 🤲
Ya Allah, hamare rizq mein barkat de, hamari pareshaniyan door farma aur hamari duaein qubool farma. Ameen. 🤲❤️
Rizq Dua DuroodShareef IslamicReminder IslamicReels IslamicPost Deen Allah Ameen Jumma FridayBlessings IslamicContent MuslimReminder