2026-11-09
Kitchen ki baaki safai toh hum sab karte hain, par kya aapne kitchen ke in 3 energy spots par dhyan diya? 🛑✨
1️⃣ Atta & Chawal Containers: Vastu mein yeh humari anaj ki samriddhi hote hain. Inhe saaf karke dhoop zaroor dikhayein.
2️⃣ Clear Countertop Rule: Gas stove ke aas-paas heavy dabbo ka pahad mat banne dein. Space khali rahegi toh positive energy aur fast festive cooking dono honge!
3️⃣ Sendha Namak & Lemon Wipe: Floor ponchhte waqt paani mein Sendha Namak aur neembu daalein—oily stickiness bhi khatam aur negative energy bhi door!
safai, how to.bring positive energy in home
Kitchen.hacks / mantras vadtu hacks